Nasha
Ghar se nikla ibaadatgaah ko,
par suu-e-maikadaa chala jata hoon mai,
fareb-e-baqaa se to behtar hai do pal ka nasha.
Kafir
Teri gul-fishaan zubaan mere
dil-o-dimaag pe chha gayi,
mere dil-e-gulzaar me,
ek gul-shudaa chingari fir se badhka gayi
Tere gulu band me,
mehak thi gulistaan ki,
teri gul-ruu surat dekhi to mujh kafir ko,
khuda ki yaad aa gayi.

No comments:
Post a Comment